Aaja Meri Jaan Lyrics

Ho aaja, aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri
Yeh dooriyaan aaja
Aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri

Yeh dooriyaan tumne kaha tha
Saat tere sath tere le loon abhi
Aankhon mein meri
Aaj phir yoon aa gaye kyoon
Aansu abhi bolo
Bolo zara tum hi
Vaada ye tha ki nahin
Tu hai jahan main wahin
Hain kyun ab tak yun hain

Yeh dooriyaan jagmaga raha raaton ka sama
Jhilmila raha raaton ka sama
Taaron se saja raaton ka sama
Kehne laga aaja
Aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam le jaayein jaan meri
Yeh dooriyaan tarsa ho koi yeh suna tha
Magar hamsa tarsa nahin

Meeloon chalein phir hum jaana
Koi thikaana ghar sa nahin
Mud ke mud ke baahein meri
Pukaare baahon ko teri
Chali main raahon ko teri

Lag ja seene se kaisi yeh dooriyaan
Manzilein kahan, raaste kahan,
Kise hai phikr jaayenge kahan
Kise hai pata le chalo jahan
Fil hai ravaan aaja
Aaja meri jaan rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri yeh dooriyaan

Published:
Updated:

Aaja Meri Jaan Lyrics from I Love NY (New Year) starring Sunny Deol and Kangna Ranaut in leads. Aaja Meri Jaan lyrics are written by Mayur Puri.

Singer(s): Mauli Dave
Movie/Album: I Love New Year (2013)
Lyricist: Mayur Puri
Music: Pritam Chakraborty
Year: 2013