Arziyaan Lyrics

Aa...

Mill jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main
Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyan (x4)

Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo (x2)

Pyaar tera hain bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan

Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyan (x4)

Tera hi ab ho gaya main hoke tumse rubaroo
Main nahin hoon mere khud mein
Tu hi tu hain chaar su.. (x2)

Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaan

Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyan (x4)

Mil jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuchh chahoon main
Tu hi tu sab kuch mera
Aur na kuchh jaanu main
Dil ki sada..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaan

Arziyaan, arziyan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)

Published:
Updated:

Singer(s): Vikrant Bhartiya, Aishwarya Majmudar
Movie/Album: Jigariyaa
Lyricist: Faraaz Ahmad
Music: Raj - Prakash
Year: 2014