Darasal Lyrics

Tum toh darasal khwab ki baat ho
Chalti mere khayalon mein
Tum sath sath ho
Milti hai jo achanak woh saugat ho

Tum toh darasal mithi si pyaas ho
Lagta hai yeh hamesha ke
Tum aas paas ho
Thehra hai jo labon pe woh ehsaas ho

Teri adah-adah pe marta mein
Wafa-wafa si karta kyun
Hadon se yun guzarta mein
Zara zara zara..

Tum toh darasal saanson ka saaz ho
Dil mein mere chhupa jo wahi raaz raaz ho

Kal bhi mera tum hi ho mera aaj ho.. (x2)

Mmm...

Baarish ka pani ho tum
Kaagaz ki kashti hun main
Tujhme kahi main beh jaata hoon

Ho.. milne hun tumse aata
Waapas nahin jaa pata
Thoda wahi main reh jaata hoon

Ho.. tum toh darasal ishq ho, pyar ho
Aati mere fasano mein tum baar baar ho

Inkaar mein jo chhupa hai woh ikrar ho (x2)

Published:
Updated:

Singer(s): Atif Aslam
Movie/Album: Raabta
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Music: JAM8
Year: 2017