Khuda Wahi Hai Lyrics

Badal raha hai jo shab sahar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
hai jiska jalwa nazar-nazar mein
khuda wahi hai, khuda wahi hai

Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai

Jo jaano dil hai aur jigar hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai

Jo phool khushboo gulab mein hai
zameen falak aaftab mein hai
hai jiski rangat shajar shajar mein
khuda wahi hai khuda wohi hai

Updated: