Pehli Nazar Mein / Main Rang Sharbaton Ka Lyrics

Pehli nazar mein
Kaisa jaado kar diya
Tera ban baitha hai, mera jiya
Jaane kya hoga, Kya hoga kya pata
Is pal ko milke, aa jee le zara

Main hoon yahan, tu hai yahan
Meri baahon mein aa, aa bhi ja aa..
Main hoon yahan, tu hai yahan
Meri baahon mein aa, aa bhi ja aa..

O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri baahon mein aa, aa bhi ja aa..
Meri baahon mein aa, aa bhi ja aa..

O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri baahon mein aa, aa bhi ja aa..

Baby I love you,
Baby I love you,
Shine like a star, shine like a moon
Baby you can see me through

___________

Tere khayaalon se
Tere khayaalon tak
Mera toh hai aana jaana
Mera toh jo bhi hai,
Tu hi tha tu hi hai,
Baaki jahaan hai begana

Tum ek musafir ho
Main koi raah anjaani

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani..

Nanana nana

Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani..

Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Mujhe khud mein ghol de to
Mere yaar baat ban jaani..

Na na nana na na..
O oo.. o..

Published:
Updated:

Lyrics of "Main Rang Sharbaton Ka/Pehli Nazar Mein" song sung by Darshan Raval for India's Raw Star feat. Yo Yo Honey Singh and his wife Shalini Singh: Khwaab hai tu neend hoon main

Singer(s): Darshan Raval
Movie/Album: India's Raw Star
Lyricist: Sameer
Music: Pritam
Year: 2014