Mat Aazma Re Lyrics

Mat aazma re..
Phir se bula re..
Apna bana le
Hoon bekraar
Tujhko hi chaha dil hai yeh karta
Haan betahasha tujhse hi pyar..

Hasratein baar baar baar baar yaar ki karo
Khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar baar baar yaar ki karo..
Mannatein baar baar baar baar yaar ki karo..

Hum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum yeh pehle kyun na samjhe tum fakht mere
Dil ka karaar khote hain
Kahan chain se bhi sote hain
Humne dil me kyu bichaye shaq yeh gehare

Hasratein baar baar baar baar yaar ki karo
Khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo
Chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar baar baar yaar ki karo

Tere hi khwab dekhna , teri hi raah taakhna
Teri hi vaaste hi hai meri har wafaa
Teri hi baat sochna, teri hi yaad odhna
Teri hi vaaste hai meri har duaa

Tera hi saath maangna,
Teri hi baah thamna
Mujhe jana nahi kahin tere bina
Tu mujhse phir na roothna
Kabhi kahin na chootna
Mera koi nahi yahan tere siva

Hasratein baar baar baar baar yaar ki karo
Khwahishein baar baar baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar baar baar yaar ki karo

Published:
Updated:

Mat Aazma Re is a song from Murder 3 sung by KK and composed by Pritam. Lyrics are written by Sayeed Qadri. Song features Randeep Hooda, Aditi Rao Hydari & Sara Loren.

Singer(s): KK
Movie/Album: Murder 3
Lyricist: Sayeed Qadri
Music: Pritam
Year: 2013