Sawan Aaya Hai Lyrics

Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se laagana hai
Pyaar main tere hadd se guzar jaana hai
Ittna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai

Kyun ek pal ki bhi judai sahi jaaye na
Kyun har subah tu meri saason mein samaaye na
Aaja na tu mere paas dunga ittna pyaar main
Kitni raatein guzari hai tere intezaar mein
Kaise bataun jazbaat ye mere
Maine khud se bhi jyada tuje chahaa hai

Sab kuch chhod ke aana tu, saawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
Ittna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Bheege bheege tere labb mujhko kuch kehte hain
Dil hai khush mera ke khayaal ek jaise hain
Roko na ab khud ko yun, sun lo dil ki baat ko
Dhal jaane do shaam or aa jaane do raat ko
Kitna haseen ye lamhaa hai
Kismat se maine churaayaa hai

Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se laagana hai
Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
Ittna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Published:
Updated: