Shambhu Sutaya Lyrics

Riddhi, siddhi, vriddhi hoti
Haan tere hi aane se
Aur sundar ye shristi hoti
Haan tere hi aane se
Morya... Morya...

Mann ke andhere kone mein
Jo daanav chhupa hai, moreya!
Uspe hi jay ho to digvijay ho
Teri tarah morya
Ganpati bappa - morya
Pudhchya varshi - lavkar ya

Laakh koi de hunkaare
Laakh koi dhamkaye
Ho ho hum teri raahon pe chalte
Hum nahi rukne waale

Mera deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta
Per rukne naa, sar ye jhukne naa dega
Www.Lyricsmint.Com
Morya re morya ganpati bappa
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraye morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Devaa.... Ho... Ho..

Sajjan ki aas durjan ka naash
Tu kaisa bindaas hai raja
(tu kaisa bindaas hai raja)
Teri ho pooja, phir koi dooja
Tu sabka vishwas hai raja
(tu sabka vishwas hai raja)
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai morya
Morya re morya ganpati bappa
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaray morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya

Gan gan ganapati gajmukh mangal
Ghit ghire ghit ghire ghit ghire
Thoon thoon
Tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan dhagina dha
Vighan haran shubh karan dhagina dha
Vighan haran shubh karan dhagina dha
Dhoom kite dhoom kite
Dhadhang dhadhang dhagina dha
Dhadhang dhadhang dhagina dha

Morya re morya
Ganpati bappa morya
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraye morya
Manya re bappa morya
Ganpati bappa morya
Devaa.... Ho... Ho..

Hey... Jal mein thal mein
Shristi shakal mein
Van mein, ran mein kan kan mein
Taru mein, kan mein, gaj mein, gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare, rang buhaare
Chhal chhal chhalke har jag mein
Tej hai, bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re bappa
Morya ke darshan mein re deva
Morya ke darshan mein hey..
Morya ke darshan mein.... Ho

Published:
Updated: