Aao Milo Chale Lyrics
Hum jo chalne lage
Chalne lage hain yeh raaste
Aaa.. Haan..
Manzil se behtar lagne lage hai yeh raaste
Hum jo chalne lage
Chalne lage hain yeh raaste
Aaa.. Haan..
Manzil se behtar lagne lage hai yeh raaste
Aao kho jaayein hum
Ho jaayein hum yun laapata
Aao milo chale
Jaana kahaan naa ho pataa
Hum jo chalne lage
Chalne lage hain yeh raaste
Aaa.. Haan..
Manzil se behtar lagne lage hain yeh raaste
Baithe-Baithe aise kaise koi
Rasta nayaa saa mile..
Tu bhi chale main bhi chalu
Honge kam yeh tabhi faasle (x2)
Aao tera mera naa ho kisi se vaasta
Aao milo chale
Jaana kahaan naa ho pata
Hum jo chalne lage
Chalne lage hain yeh raaste
Aaa.. Haan..
Manzil se behtar lagne lage hain yeh raste
Thaane kaai kaai main samjaaoo
Thaane kaai kaai main samjaaoo
Ke thaare bina jee na laage
Ke thaare bina jee na laage
Aankhen khole neendein bole
Jaane Kaisi jagi bekhudi
Yahaan wahaan dekho kahaan
Leke jaane lagi bekhudi
Haan.. aankhen khole neendein bole jaane
Kaisi jagi bekhudi
Yahaan wahaan dekho kahaan
Leke jaane lagi bekhudi
Aao mil jaayega hoga jahaan pe raasta
Aao milo chale
Jaana kahaan naa ho pata
Hum jo chalne lage
Chalne lage hain yeh raaste
Aaa.. Haan..
Manzil se behtar lagne lagein hain yeh raaste
Sajani.. Sajni tum mat jaani ho
Preet ki yeh dukhi ho..
Lagan dhalora ??
Preet na karioo..
Updated:
Singer(s): Shaan, Ustad Sultan Khan
Movie/Album: Jab We Met
Lyricist: Irshad Kamil
Music: Pritam Chakraborty
Year: 2007