Aye Manya Lyrics

(Aye manya, Aye manya)

Aye manya
Manya sun na re..
Aye manya,
Manya sun..

Bhai bole bole bole toh peene ka
Bhai bole bole bole toh saala jeene ka

Aye manya, manya sun na re..
Aye manya, manya sun

Sooni sooni kali raaton ko rangeen banaate chalein
Har zakhm ko hum to dhuyein mein udaate chalein
Tedhi medhi saari rahon ko apna banaate chalein
Har gham ko gale se hum to laga ke chale

Doobey hi rahein fikar nasha peene ka
Are bhai bole bole bole toh ssala peene ka
Aye manya, manya sun na re..
Aye manya, manya sun..
(Aye manya, kya bolega)

Jaane kaun se mod pe chhute shehar apne
Lagi neend mein thokar toot gaye sapne
Sukhe patton ki tarah hawaaon mein udne lage
Jahan modh diya kismat ne mudhne lage
Nashe mein ghul raha hai dard yeh seene ka

Hey bhai bole bole bole toh sala peene ka
Aye manya, manya sun na re..
Aye manya, manya sun..
Hey bhai bole bole bole toh peene ka
Hey ra pa pa pa ..
Bhai bole bole bole toh sala jeene ka..
Sala jeene ka..
Sala jeene ka..

Published:
Updated:

Watch Aye Manya Lyrics with Video by Adnan Sami from Shootout At Wadala. Aye Manya Lyrics are written by Irshad Kamil.

Singer(s): Adnan Sami
Movie/Album: Shootout at Wadala
Lyricist: Irshad Kamil
Year: 2013