Dil-E-Nadaan Lyrics

Dil-E-Nadaan (x8)

Dinke kahin sawaalo ke
Uljhe se khayaalo mein
Dinke kahin sawaalo ke
Uljhe se khayaalo mein
Unke beech mein khona nahi bewajha
Apne jeene ki tu wajah
Dil-E-Nadaan

Dil-E-Nadaan (x7)

Tune paayi hai ye khoobi
Apnane ki gulon ke sang kaante
Uuper wala jitne aansoo
Uttni khushiyan barabar hi baate

To gun guna le zara man bana le tu
Jeena hai haste muskurate
Ghum kya hai bolo hain choti baatein

Dil-E-Nadaan (x8)

Na na nana na na...

Paana hai toh, khona bhi hai
Jeene ka hai yahi tana bana
Dhalte dhalte, keh jaati hain
Teri shaamein, yuhin chalte jaana
Saare zamaane se alag nahin yaara
Kissa jo hai ye tera mera
Milta hai tujhse har dil ka chera

Dil-E-Nadaan (x8)

Dinke kahin sawaalo ke
Uljhe se khayaalo mein
Unke beech mein khona nahi bewajha
Apne jeene ki tu wajah

Dil-E-Nadaan (x8)

Updated: