Kuch Kar Maula Lyrics

Kuch kar maula
Kuch kar maula
Dil hone, ko hai pathar Maula
Kuch kar maula
Kuch kar maula

Zakhmon ko bhar de Maula
Duniya bhar mein tabahi kyun hai
Chup tu aise Illahi kyu hai
Kahin gham hai matam hai
Kahin aankhe sabhi nam hai
Kahin khoon bhi ek rang hai
Kahin tere naam se jung hai

Kuch kar maula
Kuch kar maula
Zakhmon ko par bhar de Maula
Kuch kar maula
Kuch kar maula
Rasta de rehbar de Maula

Dar badar dhoop main tarsa re
Barsa na paani ka katra re
Iss kadar khata bhi kya hui batla de
Umedein kyu kam hain
Kyun sapne hi murhum hain
Kya itne bure hum hain naaraz tu hardum hai

Kuch kar maula
Kuch kar maula
Zakhmon ko par bhar de Maula
Kuch kar maula
Kuch kar maula
Rasta de rehbar de Maula

Duniya bhar mein tabaahi kyun hai
Chup tu aise Illahi kyun hai
Kahin gham hai matam hai
Kahin aankhe sabhi nam hai
Kahin khoon bhi ek rang hai
Kahin tere naam se jung hai

Kuch kar maula
Kuch kar maula
Dil hone, ko hai pathar Maula
Kuch kar maula
Kuch kar maula..
Maula.. Maula..

Published:
Updated:

Lyrics of "Kuch Kar Maula" song by Abhijeet Sawant from his album "Farida": Kuch kar maula Dil hone, ko hai pathar Maula Zakhmon ko bhar de Maula...

Singer(s): Abhijeet Sawant
Movie/Album: Farida
Year: 2013