Laakhon Hain Nigaah Mein Lyrics

Laakhon hain nigaah mein
Zindagi ki raah mein
Sanam hasin jawaan
Hothon mein gulaab hai aankhon mein sharaab hai
Lekin wo baat kahaan

Latt hai kisi ki jaadu kaa jaal
Rang daale dil pe kisi ka jamaal
Latt hai kisi ki jaadu kaa jaal
Rang daale dil pe kisi ka jamaal
Tauba yeh nigaahe
Ke rok ti hai raahein
Tauba yeh nigaahe
Ke rok ti hai raahein
Dekho le le ke tirkaman haaye

Laakhon hain nigaah mein
Nigahon hi nigahon me
Nigahon hi nigahon me ishare ho gaye
Pehli hi nazar mein tumhare ho gaye

Laakhon hain nigaah mein
Zindagi ki raah mein
Sanam hasin jawan
Hothon mein gulaab hai
Aankhon mein sharaab hai
Lekin wo baat kahaan

Laakhon hain nigaah mein
Zindagi ki raah mein
Sanam hasin jawan
Haaye Hothon mein gulaab hai
Aankhon mein sharaab hai
Lekin wo baat kahaan
Lekin wo baat kahaan
Lekin...
Wo baat kahaan

Published:
Updated:

Lyrics of "Laakhon Hain Nigaah Mein" by Mohit Gaur in India’s Raw Star: Laakhon hain nigaah mein Zindagi ki raah mein Sanam hasin jawaan Hothon mein gulaab hai aankhon mein sharaab hai

Singer(s): Mohit Gaur
Movie/Album: India's Raw Star
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music: Omkar Prasad Nayyar
Year: 2014