Mausam Yeh Kyun Badal Gaya Lyrics

Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch nikal gaya
Apna koyi mujhe chhod ke gaya
Chala gaya

Aa... aa..

Lakeerein ro padi haathon mein kahin
Dil hai dukha baaton-baaton mein kahin
Lakeeren ro padi, haathon mein kahin
Dil hai dukha baaton baaton mein kahin

Kyun neendein lagein ab kaanch si
Sapney sabhi athra gaye
Kyun chalte huye hum apne hi
Saaye se takra gaye socha tha kya
Kya ho gaya
Mausam yeh kyun badal gaya
Seene se kuch nikal gaya

Aa... aa....

Dil mein tere kahin kharidoon woh zameen
Kharchun mein abhi, jo sapne hai sabhi
Woh armaano ka hai chhota sa ghar
Aa jao tum, mere humsafar
Main tumahare hi saath rahoon umrr bhar
Chaaha tha yeh maine toh par
Do lamhon mein sab khatam ho gaya

Mausam ye kyu badal gaya
Seene se kuch nikal gaya
Apna koyi mujhe chhod ke gaya
Chala gaya
Mausam ye kyun badal gaya

Published:
Updated:

Lyrics of "Mausam Ye Kyu Badal Gaya" from Sonali Cable: Mausam yeh kyu badal gaya seene se kuch nikal gaya Apna koyi mujhe chhod ke gaya Chala gaya

Singer(s): Kshitij Tarey
Movie/Album: Sonali Cable (2014)
Lyricist: Kumaar
Music: Raghav Sachar
Year: 2014