Rab Ka Shukrana Lyrics

Tu hai ab jo baahon mein qarar hai
Rab Ka Shukrana hai nasha, khumar hai
Rab Ka Shukrana
Tu hi ab mera deen hai, Maan hai
Rab Ka Shukrana
Mera kalma hai tu,
Azaan hai
Rab ka shukrana
Rab ka... ...shukrana

Tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila
Tujhme simtu, aa main bikhru
Teri baahon mein fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya meri, Jahaan hai
Rab Ka Shukrana
Khabon ki khayalon ki udaan hai
Rab Ka Shukrana

Tu hi ab mera deen hai, Maan hai
Rab Ka Shukrana
Mera kalma hai tu, Azaan hai
Rab Ka Shukrana

Sab se ho jaaun pare jo ishara tu kare
Abb toh rehna hai tujhi mein,
Gumshuda hoon main
Ho teri baahon mein....
Jazbo ka toh naya bayaan hai
Rab Ka Shukrana
Naya rutba nayi shaan hai
Rab Ka Shukrana

Tu hi ab mera deen hai, Maan hai
Rab Ka Shukrana
Mera kalma hai tu, Azaan hai tu
Rab Ka Shukrana
Rab Ka...
Rab Ka...
Rab Ka... Shukrana

Rab Ka Shukrana, Lyrics, Jannat 2

Published:
Updated:

Singer(s): Mohit Chauhan
Movie/Album: Jannat 2
Lyricist: Sayeed Quadri
Music: Pritam Chakraborty
Year: 2012