Shayrana Lyrics

Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai
Main mehak rahi hoon
Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai
Main mehak rahi hoon

Khatti hai, meethi hai, boliyan teri hain
Main chehak rahi hoon..
Tu chahat purani shararat nayi hai
Yakeen toh dila de, tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main to hui shayrana hui
Hui hui main to hui shayrana hui
Gungunane lagi aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayrana hui
Oo ow wo.. shayarana hui

Main shayrana shayrana shayrana hui

Chaand chhal ke chal diya hai din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye
Aage peechhe baahein kheenche udd rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi hain mere liye nayi
Shayrana shayrana ho gayi main shayrana
Shayrana shayrana sha ra ra ra ra ra shayrana..

Tu hasrat purani, tu aadat nayi hai
Yakeen to dila de tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main to hui shayrana hui
Hui hui main to hui shayrana hui
Gungunane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayrana hui
Oo ow wo.. shayarana hui

Pa para ra para ra ra
Pa pa pa para aa ee..
Pa para ra

Kahe jo sakhiyan, sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Kahe jo sakhiyan, sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Daudi jo nas mein
Rahe na bas mein
Tu hai woh ravaani
Main jis pe fidaa hoon adaa ban gaya tu
Jo sach ho gayi woh
Duaa ban gaya tu
Ki haaye zubaan bhi phisalne lage

Hui hui main to hui shayrana hui
Hui hui main to hui shayrana hui
Shayrana o oh shayrana o..
O shayrana shayrana shayrana
Shayrana na na na na shana na na na na
Shayrana hui yeah yeah..
Shayrana hui
Shayrana hui

Published:
Updated:

Shayrana Lyrics from Daawat-E-Ishq. The song sung Shalmali Kholgade. Shayrana lyrics is written by Kausar Munir while composed by Sajid-Wajid.

Singer(s): Shalmali Kholgade
Movie/Album: Daawat-e-Ishq (2014)
Lyricist: Kausar Munir
Music: Sajid-Wajid
Year: 2014