Tera Naam Doon Lyrics

Koyi jaage soye mujh mein
Meri raatein or mere din
Saare khoye usmein
Koyi itna apna laage
Mera nadaan yeh dil
Jaise dhadke usmein

Mujhe jo, huwa hai, iski na dawa hai
Kisi ne chuaa hai dil yeh
Kiski nazar ka hai asar
Pooche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)
Pooche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)
Main keh doon sabhi ko ke tera hi hai yeh asar
Pooche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)
Pooche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)

Koyi, dastak deke dil pe
Milne ko aata hai
Mujh mein reh jaata hai

Koyi kismat jaisa laage
Khushiyaan in haathon pe
Likhta hi jaata hai

Yeh kaisi khata hai
Jiski na saza hai
Kisi ne chuwa hai dil yeh
Kiski dua ka hai asar
Puche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)
Puche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)

Zari waale kaagazon mein lipta huwa
Kitne haseen rangon mein ranga huwa
Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya..

Labon se raaz yeh phisal na jaaye yun
Labon se raaz yeh phisal na jaaye yun

Pighalne laga hai iske liye mera sabar
Pooche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)
Pooche jo koyi toh tera naam doon (tera naam doon..)

Published:
Updated:

Lyrics of "Tera Naam Doon" from It's Entertainment by Atif Aslam, Shalmali Kholgade:Koyi jaage soye mujh mein Meri raatein or mere din Saare khoye usmein

Singer(s): Atif Aslam, Shalmali Kholgade
Movie/Album: Entertainment (2014)
Lyricist: Priya Panchal
Music: Sachin-Jigar
Year: 2014