Thham Sa Gaya (Jazz) Lyrics

Na na..
Na na na..
Na na na na..

Thham sa gaya hai ye sama
Aayi jo saamne ho tum
Bas ik nigaah mein mujhe
Apna bana gaye ho tum
Tera ehsaas yun..
Dil ko hai chhu raha
Khawab hai ya mujhe.. hai pyaar ho raha

Hota hai pyaar kya
Jaana nahin kabhi..
Dekha jo tujhe yun laga
Tumse hi hai yeh zindagi
Teri panaahon mein.. aake mujhe laga
Ke jaise meri raaton ko
Milli hai subah nayi.. koi

Mmm..
Na na na na..
Mmm...

Yeh tera hai assar
Dil jo hai besabar
Ye dooba-dooba rehta hai
Yaadon mein teri ab toh har pehar

Khud ko bhula ke main
Khud mein hi kho chala
Ke tere hi khyalon mein
Karne lagi hu ab basar

Na.. na na..
Na na na..
Na na na..

Tera ehsaas yun dil ko hai chhu raha..
Khawab hai ya mujhe
Hai pyaar ho raha..

Mm...
Mm...

Published:
Updated:

Lyrics of 'Thham Sa Gaya (Jazz Version)' sung and composed by Sawan Dutta from Mumbai Delhi Mumbai while lyrics are written by Priya Panchal.

Singer(s): Sawan Dutta
Movie/Album: Mumbai Delhi Mumbai
Lyricist: Priya Panchal
Music: Sawan Dutta
Year: 2014