Yaaron Aisa Hai Lyrics

Hum kabhi, hum na haarenge
Hum kabhi na haarenge
Hum sabhi tumko maarenge
Aankhon mein sapne hain
Sapnon mein aashayein hain
Aashayein kehti hain kaaton mein ghul aaye hai
Khilke woh muskaye hai
Yaaron aisa hai apna yarana
Sath hi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai abb toh tukrana
Joh socha hai woh humko hai paana

Aaye andheron ki duniya se
Hum ujaalon mein
Humne banayi apni jannat
Apne khyaalon se ho chand taaron ko kisi din
Hum yahaan le aayenge
Ho dhundhli dhundhli raah mein
Noor ban jaayenge
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana

Hum toh aise parindey joh
Naa roke apni udaanon ko
Hum toh aise jhuka denge
Dharti pe aasmaanon ko
Ab toh aagey hi badega
Hur kadam apna
Ho door kitni bhi ho manzil
Ab na hai thakna
Aankhon mein sapne hai
Sapnon mein aashayein hai
Aashayein kehti hai
Kaaton mein gul aaye hai
Khilke woh muskaaye hai

Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh tukrana
Jo socha hai woh humko hai pana
Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh tukrana
Jo socha hai woh humko hai paana

Published:
Updated:

Yaaron Aisa Hai Song Lyrics from Rangrezz. Yaaron Aisa Hai Video feat. Jackky Bhagnani , Priya Anand. This song is composed by Sajid-Wajid.

Singer(s): Salim Merchant
Movie/Album: Rangrezz (2013)
Music: Sajid-Wajid
Year: 2013