Zindagi Aisi Waisi Lyrics
Unche unche chhote chhote girte taare chunta
Neeche neeche dharti kheenche paanv paanv dharta ja
Gaayegi woh sur toh mila naachegi woh chahiye ishara
Suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Sooraj thakaye jab bhi badal garaj uthe
Raat daraye toh chand aa jaaye
Toofan mein halke-fulke patte na reh chhote
Pani ki bhari boonde thehraye
Zindagi toh humko bhi yunhi khushi se hi manaaye
Khushi naa ho, gham bhi na ho
Jo do teri marzi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Kyun hum khoye, kyun hum soye
Bhari palke khwabon ko dhoye
Soyi khoyi si hai raahein
Par hum safar karte hain
Kabhi akele kabhi sath hum safar karte hain
Khuli aankhon se dekhi hai zindagi
Khwabon ko bhi uske hi nazar karte hai
Woh saahil hai woh manzil hai
Kabhi sath chale kabhi door mile
Aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
Aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho
Mili agar toh zindagi aisi waisi na ho
zindagi aisi waisi lyrics, papon, i am kalam, movie, lyrics, Abhishek Ray
Singer(s): Papon
Movie/Album: I Am Kalam
Year: 2011