Bajao Zor Se Taali Lyrics

Dil waale bose udaao
Maddham si hansi girao
Buth kyon bane pade ho
Rindh sa mahek jaao
Kaath mein gaad do killi
Maachis par ghis do tilli
Yun toh pheeki thi hawa
Maine kaifi kar daali
Paunch ghaflat ki laali
Bajao zor se taali

Gham ko de dena gaali
Bajaao zor se taali
Taali ke baad taali
Bajaao zor se taali (taali..)

Hai saat makaan sargam ke
Inme rehte sufi hain
Mere yaar hai, dildaar hain
Rooh ki tafri, zam-zam ki gaar hai
Har dhun ko ishqe waali phasle baati hain
Hothon se sehla-sehla nazini ki baaliya kaati hai

Haan bulla ke harfo par marne waali
Bawli matwali
Bajao zor se taali
Haan, shehad ki shehar waali
Bajao zor se taali
Taali ke baad taali
Bajao zor se taali

Soch khud ka hunar dil se nikalti yeh daad hai
Soch khud ka hunar dil se nikalti yeh daad hai
Yeh qawalli wali baat hai
Purani dilli ki baraat hai

Gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
Gila nahi jo mila nahi kaaba tarif ka dikha nahi
Bul-bul tha maajhi mera kaala majhi
Nahin ban paaya main phir se haaji

Bula lo khuda, bula lo qaazi
Nikaah ke liye khudai ko kar lunga main raazi
Main mehfil ka mawaali
Bajao zor se taali

Paunchh ghaflat ki laali
Bajaao zor se taali
Haan taali ke baad taali
Bajao zor se taali

Published:
Updated:

Bajao Zor Se Taali Lyrics and Video from Kaafiron ki Namaaz. The song is sung by Sukhwinder Singh and penned by Ram Ramesh Sharma.

Singer(s): Sukhwinder Singh
Movie/Album: Singles - Hindi
Lyricist: Ram Ramesh Sharma
Music: Advait Nemlekar