Mother Nature Lyrics

Suno..
Zara gaur se
This is a message
Raftaar!

This is for my mother nature (x8)

It's yo aam insaan hai kishan pareshan
Samaaj ko anaaj kaise de wo hairan
Kare baat barsat bina khadh kis kaam ki
Tufaan aane waala hai
Kisi ko nahi dhyaan
Subah-Sham chale karkhaane
Dhuaa chhode aasma mein
Aasma ne aasma ko thoda bhi na raas aawe
Dushit pradushit hawa bhi rani
Insaan ki zarurat ho use na ehsaas aave

Har banda shekhchilli
Aari apne daali mein chhed apni thaali mein
Bhavishya jaaye naali mein
Baante dabaado gaali mein
Kal ki na soch, khush aaj ki diwali mein
Haal hi mein prakriti laayi vinash
Woh hamesa nirash, kinaron pe mili laash
Uchhal maare saagar shakti badi bhaari hai
Rone ka kya fayda galti hamaari hai
Galti sudhaaro bakiyonko bhi pukaaro
Waqt bada kam hai samjh mere yaaro
Jo bhi galtia milke hoti badi
Yeh dharti hai mata apni maa ko na maaro

Sunlo kawaaro dikri ko chhodo ghar pe
If you educated to dikhaao kuch kar ke
Chhoti si koshish mein naam jod waalo
Saare bande ek-ek paodha hi uga lo
Samjho isse full naata todo plastic bag se
Karo sab khud kuch na hoga #tag se
Chalo #tag lagaa lo jab khud karo kuchh
Apne tree ki dp daalo whatsapp pe

Climate change ho raha hai
Vatavaran ro raha hai
Paani upar aa raha hai
Apna aapa kho raha hai
Chalo milke nikaale kuchh hal
Akhir apne bachcho ko dekhna hai kal

This is for my mother nature (x8)

Ask why?
Tell them not to lie
Ask Why?
Question that the cannot deny
Ask why?
Tell them not to lie
Ask Why?
Question that the cannot deny

Raftaar!

Published:
Updated:

Lyrics of "Mother Nature" song by Raftaar about Global Warming: Suno.. Zara gaur se This is a message Raftaar! This is for my mother nature It's yo aam

Singer(s): Raftaar
Movie/Album: Singles - Hindi
Lyricist: Raftaar
Music: Nilesh & Raftaar