Barf Mein Tension Mila ke Pee Ja Lyrics

Milke saare sochte hain karna kya hai abe pyare
Bheja gol gol tu ghuma
Drink bana soda dal ek peg marle tu
Khali peeli yun na muskura

Jaana na, socha na karna hai kya
Aage ka plan kya hai tu yeh bata
Lafda jo hoga toh karenge kya
abe baraf mein tension mila ke peeja

Jaana na, socha na karna hai kya
Aage ka plan kya hai tu yeh bata
Lafda jo hoga toh karenge kya
barf mein tension mila ke peeja

ho ho ho....

Kuch toh soch sale khada khada tu kya dekhta
Iski baat mat tu sun yeh sala sirf phenkta
Itna kyu phenkta itna kya lapeta
Itna kyu lapeta tu itna kyu hai phenkta

Banti hai duniya ko maamu bana
Aih ka chhutta tu cash kara
Lafda jo hoga toh karenge kya
barf mein tension mila ke peeja

Banti hai duniya ko maamu bana
Aih ka chhutta tu cash kara
Lafda jo hoga toh karenge kya
barf mein tension mila ke peeja

Ho ho ho......

Moonchh ko chadha ke dekho thulla kaise ghoorta
Patli gali se bhidu main to hoon khisakta
[Aise kyun khisakta aise kyu khisakta
Aise kyun khisakta bidu aise kyu khisakta]

Naache ishaare pe sikka yahaan
Pocket hai bhari ho toh sab hai tera
[Par lafda jo hoga hoga toh karenge kya]

Naache ishaare pe sikka yahaan
Pocket hai bhari ho toh sab hai tera
[Par lafda..jo hoga...]

Ho ho ho......
haan haa....:D

Lyrics of Barf Mein Tension from Sahi dhandhe galat bande, galat bande songs lyrics, Barf Mein Tension lyrics

Singer(s): Brijesh Kumar and Jaspreet Singh
Movie/Album: Sahi Dhandhe Galat Bande
Music: Dhruv Dhalla
Year: 2011