Namak Paare Lyrics

9 baje ka tha waada
Bhulaya tune wo nibhaya na tha
Haaye nau baje ka tha waada
Bulata hai ye dil nigaahon se jyada
Seene mein saansein hain bhaari-bhaari
Tera nasha sa hai yaara taari
Tan mein hain jaise angaare

Teri raahein dekhein mere honthon ke
Namak pare.. Namak paare
Teri raahein dekhein mere honthon ke
Namak pare.. Namak paare

Honthon se salwatein raat se karwatein
Kyun bhala na mitein kya jaane koi
Main se tu jod de, chudiyan tod de
Kaam ko chhod de to maane koi
Aankhon se baahon mein aa jaaye tu
Thaamungi aise ki naa jaaye tu
Badle main le lungi yun hi saare

Teri raahein dekhein mere honthon ke
Namak pare.. Namak paare
Teri raahein dekhein mere honthon ke
Namak pare.. Namak paare

Hosh hai laapta paas aa na sataa
Mujhko tu ho ataa ye maangu duaa
Raat ka daur ho pyaar pe gaur ho
Aur ho aur ho wo jo na hua

Haathon se apne hi nikli hoon main
Thodi si masti hoon pagli hoon main
Jo bhi hai mera vo tera re

Teri raahein dekhein mere hothon ke
Namak pare..
Teri raahein dekhein mere honthon ke
Namak pare..

Published:
Updated:

Lyrics of "Namak Paare" from Raja Natwarlal feat. Emraan Hashmi, Humaima Malick: 9 baje ka tha waada Bhulaya tune wo nibhaya na tha Haaye nau baje ka tha..

Singer(s): Mumta Sharma
Movie/Album: Raja Natwarlal (2014)
Lyricist: Irshad Kamil
Music: Yuvan Shankar Raja
Year: 2014