Ek Pal Lyrics

Hmmm...
Yeh zindagi ik pal ka hai safar
Toh kya jo teri yaad mein, jaye guzar
Soye zameen aasmaan jab raat ho
Par jagoon teri yaad mein, main raat bhar

Tu yeh jaaney na
Teri yaad main jaane jaan
Maine choda yeh jahaan
Main wahan ab tu jahan

Socha yeh tu nay kya kabhi, aye bekhabar
Ke chaahoon tum ko har ghadi main kis qadar

Updated: