Phir Laut Ke Aa Lyrics

Bhula.....main saari duniya ko...
Bhula main saare khawabo ko..

Jo meri nahi....main bhul gaya..

Na bhula main tere hasne ko...
Aur na bhula baahon main kasne ko..

Tu bhul gayi....main na bhul saka..

Kasamein saari todi tune...
Aur wada bhi koi nibhaya nahi..
Hum tumhe samajh na sake..
Aur tum bhi hume samjhe nahi..

Ye pyaar na tha...toh kya tha bata..
Tujhe Chhahne ki..de kuch toh saza...

Kitna pyara vo wada tha...
Haq tera mujhpe mujhse jyada tha...
Chot agar lagti thi tujhe..
Dard hota mujhe tujhse jyada tha..

Phir laut ke aa, Phir tu mujhko sata..
Maaf Kar dunga main..teri saari khata..
Teri yaad aati hai...Teri yaad aati hai..
Jab yaad aati hai, Aankhein Beh jaati hai..

Ab aa jaa..oo meri jaan...
Ab na satao meri jaan.

Ajaan na....ajaan na....

Submitted by: Lokesh Fouzdar

Published:
Updated: