Khushnuma Unplugged Lyrics

Tu jo nhi tha, kuch bhi nhi tha
Har rista tha sard bada
Bin tere dil mein ik soonapan tha
Seene mein tha ik dard bhara
Tu jo mila hai dil ne kaha hai
Mil hi gaya humdard mera

Aakhein num huyin, lamha tham gaya
Mera ishq hua.. khushnuma..
Khushnuma, khushnuma.. khushnuma..

Main tujhse kuch yun judda
Jaise main sufi tu khuda
Main tujhse kuch yun judda
Jaise main sufi tu khuda
Duaa mein maanga tha tuje
Sajde me paaya hai tuje..
Rab ne suni arziyan

Yaad hain wo yaadein teri
Woh kasmein wo baatein teri
Yaad hain wo yaadein teri
Woh kasmein wo baatein teri
Milke na hona tu phir judaa
Tumse hai meri ye illteja..
Doori na ho darmiyan

Aakhein num huyin, lamha tham gaya
Mera ishq hua.. khushnuma..
Khushnuma, khushnuma..
Wo.. khushnumaa

Tu jo nhi tha, kuch bhi nhi tha
Har rista tha sard bada
Bin tere dil mein ik soonapan tha
Seene mein tha ik dard bhara
Tu jo mila hai, dil ne kaha hai
Mil hi gaya humdard mera

Published:
Updated:

Lyrics of Khushnuma Unplugged by Suyyash Rai: Tu jo nhi tha, kuch bhi nhi tha / Har rista tha sard bada / Bin tere dil mein ik soonapan tha

Singer(s): Suyyash Rai
Movie/Album: Singles - Hindi
Lyricist: Sanjay Dhoopa Mishra
Music: Vicky-Hardik