Jaage Jaage Soye Soye Tere Naina Lyrics

Jaage jaage soye soye
Tere naina sapnon mein
Khoye khoye tere naina
Tanhaiyon ki parchaiyon mein
Tum hi ho na tere naina
Haye naina

Sooni Sooni sooni Sooni
Si yeh raina aaja piya (aaja piya)
Tere bine nahi chaina
Unchaaiyon ki gehraaiyon mein
Tumhi ho na tere naina
Haye Naina

Paaya tujhe to sab mil gaya haan
Ehsaas aisa ki sab khil gaya
Jaise himalaya khud pighal ke
Saagar ban gaya haan in palon ki
Raanaaiyon mein tum hi ho na
Tere naina haye naina

Madhosh raatein pal pal suhaani
Rut gaa rahi hai dil ke taraane
Saare nazaare chand taare
Gungunane lage In vadiyon ki angraiyon mein
Tumhi ho na tere naina
Haye Naina

Jaage jaage soye soye
Tere naina sapnon mein
Khoye khoye tere naina

Tanhaiyon ki parchaiyon mein
Tum hi ho na tere naina
Haye naina
Sooni Sooni sooni Sooni
Si yeh raina aaja Piya (aaja piya)
Tere bine nahi chaina
Unchaaiyon ki gehraaiyon mein
Tumhi ho na tere naina
Haye Naina

Updated:

Singer(s): Kailasa
Movie/Album: Jhoomo Re
Year: 2007