Jaanay Na Koi Lyrics

Jaane na koi pehchane na koi
Hum ko raaste main dekho jana kitni door

Kisi se humein koi aaas nahi
Kisi ki humein koi pyaas nahi
Hum ko samjho pagal ya to bolo maghroor

Jaane na koi pehchane na koi
Jaane na koi pehchane na koi

Sambhal sambhal k is raah pe chalna hazoor
Bhale koi bhi tumhein kare yahan majboor
Bhale koi bhi tumhein kare yahan majboor

Jana hai door is raah pe
Milna zaroor us paar se
Jahaan kabhi koi gaya na koi jayega
Aur jo gaya to tum ye jaano ki wo main honga haan hon

Jaane ne koi pehchane na koi
Hum ko raaste main jana kitni door

Kabhi kabhi ye bhi hai laga k sub hai fazool
Yahan jo hota hai wo humein nahi hai qabool
Yahan jo hota hai wo humein nahi hai qabool

Par ye na bhol k to kon hai
To wo nahi aur wo to nahi
To phir kesse ghabrana
Kaisa hai darr jana
Hum ko bas age age jana jaate jaate jana hai zaroor

Jaane na koi pehchane na koi
Hum ko raaste main dekho jana kitni door