Maine Mere Jaana lyrics Lyrics

Tu Aaja
Tu aaja

Mujhko meri sazaa toh suna jaa
Woh aahein haan woh aansu...
mere hisse ke mujhko rula jaa

sapne tere saare jinme main rehti thi
tukde ban ke mere
Zakhm seene me kar gaye ho

maine mere jaana kyun nahi jaana
ishq tera, dard tera
Maine Mere Jaana Kyun Nahi Jaana

Ishq Tera, Dard Tera
Akeli akeli
reh gayi bin tere yun akeli
main tadpoo'n ya taarsoo'n
Ya chali aau'n main paas tere
itni tanhai hai zindagi kho gayi

baatein karne saari aa rahi hoon tujhse hi
maine mere jaana ab hai jaana.....
ishq tera dard tera haaye
maine mere jaaana ab hai jaana
ishq tera dard tera

tu jo gaya......
haal ye mera rehta hai
dil ye mera aaa..aaa....
khud se hi tanha rehta hai

and i feel too lonely yeah...
thats a better place than this
Emptiness

and I'm too lonely
thats a better place than this
Emptiness

Updated:

This song is a tribute to feelings of the song "Tune Mere Jaana". Tune mere jaana is very popular in youth and feelings of the song touched everyone. Maine Mere Jaana lyrics Kaushi Dewakar

Singer(s): Kaushi Dewakar
Movie/Album: Others - Hindi