Dekho Jo Teri Aankhon Mein Lyrics

Dekha jo teri aankhon mein, deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein, mastana kho gaya

Dekha jo teri aankhon mein, deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein, mastana kho gaya

Jaanu na kyun, lagti ho yuun
Jaaneman (teri main, teri main) teri har adaa pe
Main toh hoon fida, yeh jaane khuda
Dekha jo teri aankhon mein, deewana kaise na hota ho yaar
Teri in meethi baaton mein, mastana kaise na khota ho yaar

Raat ka ho sama, soya ho yeh jahaan,
Na koyi darmiyaan ho o o o..
Baat ho yuun bayaan, jaise koyi azaan
Ishq tumse wahaan ho o o o...
Tere sang jhum loon, haaton ko chumu
Aisa kuchh (ho jaaye, ho jaaye)
Jaisa mohabbat ke har ek fasaane mein humne padha
Dekha jo teri aankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya

Saadagi uff khuda, naajuki bepanaah
Raat din teri sana ho o o o ....
Niyate ho fanaa, deke tumki jahaan
Kehne se na hum mana ho ho o o o...
Jo chaaha bol doon
Jo undar khol doon
Dekho ji (aise na - 2) humse bahaane karo
Na karo na fasaane gadho meri jaan

Dekha jo teri aankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya

Dekha jo teri aankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya

Jaanu na kyun, lagti ho yuun
Jaaneman (teri main, teri main) teri har ada pe
Main toh hoon fida, yeh jaane khuda
Dekha jo teri aankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar