So Gaya Yeh Jahan Lyrics

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

So gayin hai saari manzilen o saari manzilen
So gaya hai rasta
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan (x2)

Raat aayi to woh jinke ghar thhe
Woh ghar ko gaye, so gaye
Raat aayi to hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aur kho gaye (x2)

Iss gali uss gali, is nagar us nagar
Jaayen bhi to kahaan, jaana chahen agar
O so gayin hai saari manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
so gayin hai saari manzilen o sari manzilen
So gaya hai rastaa
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan
So gaya ye jahaan, so gaya aasmaan

Published:
Updated:

So Gaya Yeh Jahan is a song from Nautanki Saala it feat. Ayushmann Khurrana, Kunaal Roy Kapur, Pooja Salvi and Evelyn Sharma. So Gaya Yeh Jahan is sung by Nitin Mukesh.

Singer(s): Nitin Mukesh
Movie/Album: Nautanki Saala (2013)
Lyricist: Javed Akhtar
Music: Laxmikant-Pyarelal - Reproduced by Mikey McCleary
Year: 2013