Teri Yaad Aayi Lyrics

Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Tujhse milay thay, thay tum bhi pyar bin

Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din

Pyar se woh tera, tera muskurana
Hanns ke woh kehna, matt bhool jaana
Humne bhi yuunheen... yunhi kaha
Mere hi rehna...Sang sang chalna

Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din

Jaane mujhe kyun, tum yaad aaye
Aaye hain yeh din, jeeta hoon tum binn
Kitni baharein...Baharein suhaani
Beeti hon jaise...Kalke hon sapne

Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Tujhse miley thay, thay tum bhi pyar bin
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din
Teri yaad aayi, aaye sawan ke din

Updated: