Rashtra Prem Ki Bhavna Song Lyrics

Ye rashtra prem ki bhavna
Bas matra ek hai kaamna

Ye rashtra prem ki bhavna
Bas matra ek hai kaamna

Ye rashtra prem ki bhavna
Bas matra ek hai kaamna

Hridaya ke seep me aas ka moti
Tam ghan jan man me ho jyoti

Araj hai yahi bharat ke raqt me pravaahit ho
Rashtra prem ki bhaavna
Bas maatra ek hai kaamna
Rashtra prem ki bhaavna

Dharm ke charm me chhipe, bhediyo'n ki kami nahi
Bair ka na hai aasma, bhed ki zameen nahi
Hil miljhul chal thal jal seenche
Hil miljhul chal thal jal seenche

Hridaya ke seep me aas ka moti
Tam ghan jan man me ho jyoti

Araj hai yahi bharat ke raqt me pravaahit ho
Rashtra prem ki bhaavna
Bas maatra ek hai kaamna
Rashtra prem ki bhaavna

Yug yugo ki hai sanskriti
Maati me naa milaaye hum

Aur viraasat ki aad me
Pragati ko naa bhulaye hum
Gyan ki taan ka maan chalaye
Gyan ki taan ka maan chalaye

Hridaya ke seep me aas ka moti
Tam ghan jan man me ho jyoti

Araj hai yahi bharat ke raqt me pravaahit ho
Rashtra prem ki bhaavna
Bas maatra ek hai kaamna
Rashtra prem ki bhaavna

Rashtra prem ki bhaavna
Bas maatra ek hai kaamna
Rashtra prem ki bhaavna


Hridaya ke seep me aas ka moti
Tam ghan jan man me ho jyoti

Araj hai yahi bharat ke raqt me pravaahit ho
Rashtra prem ki bhaavna
Bas maatra ek hai kaamna
Rashtra prem ki bhaavna

This song is "Rashtra prem ki Bhavna" is patriotic song by Sonu Nigam who not only sang this but also wrote lyrics. Lyrics are really extra-ordinary. the thoughts are like which can inspire any Indian to be more faithful to his/her country. Sonu Nigam has sung many patriotic songs But this song is somehow different cause this is not sold for doing business or making money. The song is composed by Deepak Pandit who also composed whole Classically Mild album. He is a good composer he has proved already. and this song is very well composed by Deepak Pandit.
Song was composed to release on 15th August (Indian Independence).

Singer(s): Sonu Nigam
Movie/Album: Sonu Nigam Singles
Lyricist: Sonu Nigam
Music: Deepak Pandit