Sochta Hoon Main Lyrics

Sochta hoon main khel ye kya hai
Anjaana sa khel ye kya hai
Khel ye kya hai x2
Sochta hoon main khel ye kya hai
Insaan jee ke
Insaan jee ke paata kya hai
Sadiyon se ye raaz chhupa hai

Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai

Hansna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Hansna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Bandon ko manwaana kya hai x2

Jeena sach hai
Jeena sach hai, ya ek sapna
Sadiyon se ye raaz chupa hai

Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai

Ye din raat ka phera kyun hai
Dharti rain basera kyun hai
Ye din raat ka phera kyun hai
Dharti rain basera kyun hai
Tan pe umr ka ghera kyu hai x2

Pal pal badhti
Pal pal badhti umr ghate kyun
Sadiyon se ye raaz chupa hai

Sochta hoon main khel ye kya hai x2

Preet ka tana bana kya hai
Rishton mein uljhana kya hai
Preet ka tana bana kya hai
Rishton mein uljhana kya hai
Khud ko hi tadpana kya hai x2

Ankh mein aansoo
Ankh mein aansoo kyu aate hain
Sadiyon se ye raaz chupa hai

Sochta hoon main khel kya hai
Anjana sa ye khel ye kya hai
Khel ye kya hai
Khel ye kya hai

Ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Insaan jee ke insaan jee ke paata kya hai
Sadiyon se ye raaz chupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai x2

Updated:

Lyrics of "Sochta Hoon Main" song by Sonu Nigam: Sochta hoon main khel ye kya hai Anjaana sa khel ye kya hai Khel ye kya hai x2 Sochta hoon main khel ye kya hai.

Singer(s): Sonu Nigam
Movie/Album: Classically Mild
Lyricist: Ajay Jhingran
Music: Deepak Pandit
Year: 2008