Lamha Lamha Lyrics

Lamha lamha, Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le Jee le mujhko abhi
x2
Aao yun hum jhoome gaayein
Jeevan ko jeena sikhlayein
Dil se dil ke taar milayen
Khushiyon ki khusbo chalyakein
Hum sabhi

Anjano ko meet banaye
Roothe hai jo unhein manaye
Dil ko risthon se nahlaye
Hum abhi

Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi
Haaai
Yaaron jashn hai zindagi
Yaaron jashn hai zindagi

Lamha lamha, Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le Jee le mujhko abhi
x2
Aao ye pal yun mekhayein
Do naino ko geet sunayein
Dhadkan ke ghungurroo Chankayein
Paklon ki Saragam dhohrayein
Hum abhi

Meethi yaadein na dhundalyein
Chanchal badal ban ke chhaaye
Chahat ka chandan barsaye
Har ghadi

Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi

Haye.! Yaaron jashn hai zindagi

Lamha lamha, Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le Jee le mujhko abhi
x2
Aoo yeh pal yun mehkaye
Bachcho mein bachche ban jaye
Man se jhoot ki gard hataye
Thoda paise ko lalchaye
Hum sabhi

Lehron ka aanchal dhalkaye
Sagar ka maatha sehlaye
Sapno ka aakash churaye
Hum kabhi

Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi

Haaayeee! Yaaron jashn hai zindagi
Haaayeee! Yaaron jashn hai zindagi

Lamha lamha, Yeh bole main jeevan hoon
O bhole khul ke jee le Jee le mujhko abhi
x2

Updated: