Pichle Saat Dino Mein Lyrics

Meri laundry ka ek bill
Ik aadhi padhi novel
Na na na na na na na na na
Ek ladki ka phone number
Mere kaam ka ek paper
Na na na na na na na na na
Mere... taash se heart ka king
Mera, ik chaandi ka ring
Pichhle saat dinon mein maine khoya
Kabhi khud pe hansa main, aur
Kabhi khud pe roya

Na na na na na na na na na
Na na na na na na na na na

Present mili ek ghadi
Na na na na na na na na na
Pyaari thi mujhe badi
Meri jaine ka ek pckt
meri denim ki jacket
Na na na na na na na na na
Do one-day match ke passes
Mere naye naye sunglasses
Pichhle saat dinon mein maine khoya
Kabhi khud pe hansa main, aur
Kabhi khud pe roya

[Guitar Solo]

Kaise, bhoolun,
Saatva jo din aaya
Kisi ne, tumse, ik party mein milwaaya
Kaisa, pal tha,
Jis pal maine tumko pehli baar dekha tha
Hum jo mile pehli baar
Maine jaanaa kya hai pyaar
Maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
Kabhi khud pe hansa main, aur
kabhi khud pe roya
Na na na na na na na na na
Na na na na na na na na na
Maine pichhle saat dino mein
Ye sab hai,
Khoya

Updated:

Singer(s): Farhan Akthar
Movie/Album: Rock On!!
Lyricist: Javed Akhtar
Music: Shankar Ehsaan Loy
Year: 2008