Socha Hai Lyrics

Asmaan hai nilaa kyun
Paani geela geela kyun
Gol kyun hai zameen?
Silk mein hai narmeen kyun,
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahin?
Ped ho gaye kam kyun,
Teen hai yeh mausam kyun
Chaand do kyun nahin?
Duniye mein hain jung kyun,
Behta hai laal rang kyun
Sarhadain hain kyun har kahin?

Socha hai
Yeh tumne kya kabhi
Socha hai
Ke hai yeh kya sabhi
Socha hai
Socha nahin to socho abhi

Behti kyun hai har nadi,
Hoti kya roshini
Barf girti hai kyun?

Dost kyun hai ruth te,
Taare kyun hai toot te
Baadlon mein bijli hai kyun?

Socha hai
Yeh tumne kya kabhi
Socha hai
Ke hai yeh kya sabhi
Socha hai
Socha nahin to socho abhi

Sanaata sunai nahin deta
Aur hawaaein dikhai nahin deti
Socha hai kya kabhi,
Hota hai ye kyun...

[Guitar Solo]

Wooo oh hoooo
Wooo oh hoooo

Asmaan hai nilaa kyun,
Paani geela geela kyun
Gol kyun hai zameen?
Silk mein hai narmeen kyun,
Aag mein hai garmi kyun
Do aur do paanch kyun nahin?

Ped ho gaye kam kyun,
Teen hai yeh mausam kyun
Chaand do kyun nahin?
Duniye mein hain jung kyun, behta hai laal rang kyun
Sarhadain hain kyun har kahin?

Socha hai
Yeh tumne kya kabhi
Socha hai
Ke hai yeh kya sabhi
Socha hai
Socha nahin to socho abhi [x2]

Yeaaa..
Ohzaa

Updated:

Singer(s): Farhan Akthar
Movie/Album: Rock On!!
Lyricist: Javed Akhtar
Music: Shankar Ehsaan Loy
Year: 2008